
Urdu Quotes About Allah
Buy Now
Urdu Quotes About Allah
نماز وہ واحد حکم ہے جسے الله نے آسمان سے وحی کے ذریے نہیں اتارا بلکہ اپنے محبوب حضرت محمّد صلى الله عليه وسلم کو آسمان پر بلا کر تحفے میں دیا
Namaz Wo Wahid Hukam Hai Jisay Allah Ne Asmaan Se Wahe Kay Zariyay
Nahin Utaara Balkay Apnay Mehboob Hazrat Muhammad (S.A.W) Ko Asmaan Par Bula Kar Tohfay Main Dia..!

Urdu Quotes About Allah
Buy Now
Urdu Quotes About Allah
اس کائنات میں صرف الله کی رحمت کی دکان ایسی ہے جہاں خریداری کے لیے اگر
جیب میں کوئی نیکی نہ ہو تو آپ ہاتھوں پر کچھ آنسوں رکھ کر جو چاہیں لے سکتے ہیں
Is Kainaat Main Sirf Allah Ki Rehmat Ki Dukaan Aaisi Hai Jahan Kharedari Kay Liay Agar
Jaib Main Koi Naiki Na Ho To Aap Hathon Par Kuch Aanson Rakh Kar Jo Chahain Lay Saktay Hain..!

Urdu Quotes About Allah
Buy Now
Urdu Quotes About Allah
حضرت محمّد صلى الله عليه وسلم نے فرمایا کے
جب بندہ کہتا ہے یا رب، یا رب، یا رب، تو الله فرماتا ہے مانگ تجھے عطا کیا جا
ۓ
Hazrat Muhammad (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya Kay :
jab Banda Kehta Hai Ya Rab, Ya Rab, Ya Rab To Allah Ta’ala Farmata Hai
Mang Tujhay Ataa Kia Jaey..!

Urdu Quotes About Allah
Buy Now
Urdu Quotes About Allah
جب پانچ وقت کی نماز بھی رب سے گفتگو کرنے کے لیے کم پر جائے تو سمجھ جاؤ
کے آپ کو الله سے محبّت ہوگئی ہے اور اس نے آپ کو اپنے قریب کرلیا ہے
Jab Paanch Waqt Ki Namaz Bhe Rab Se Guftago Karnay Kay Liay Kam Par Jaey To Samajh Jao
Kay Aap Ko Allah Se Muhabbat Hogae Hai Aur Us Ne Aap Ko Apnay Qareeb Karlia Hai.

Urdu Quotes About Allah
Buy Now
Urdu Quotes About Allah
سورج کی شعائیں کتنی تیز ہوتی ہیں مگر معمولی سے بادل ان شعاؤں کو روک دیتے ہیں
اسی طرح گناہ کتنے ہی زیادہ طاقت ور ہوں نماز انھیں روک دیتی ہے
Soraj Ki Shuaen Kitni Taiz Hoti Hain Magar Mamoli Se Badal Un Shauon Ko Rok Daitay Hain
Isi Tarah Gunnah Kitnay He Zayada Taqat War Hon Namaz Unhain Rok Daiti Hai.

Urdu Quotes About Allah
Buy Now
Urdu Quotes About Allah
Sajday Ki Tofeeq Milna Bhe Rab Ki Naimton Main Se Aik Behtar Nemat
Hai Jin Se Ye Tofeeq Chin Jaati Hai Phr Na Wo Duniya Kay Rehtay Hain Na He Deen Kay.
\
سجدے کی توفیق ملنا بھی رب کی نعمتوں میں سے ایک بہتر نعمت ہے جن سے یہ توفیق چھن جاتی ہے پھر نہ وہ دنیا کے رہتے ہیں نہ ہی دین کے |

Urdu Quotes About Allah
Buy Now
Urdu Quotes About Allah
اللہ تعالیٰ فرماتا ہے:
تو کرتا وہ ہے جو تو چاہتا ہے، پر ہوتا وہ ہے جو میں چاہتا ہوں ،
تو وہ کر جو میں چاہتا ہوں ،پھر وہ ہوگا جو تو چاہتا ہے۔
Allah talah farmatay hai:
Tu karta wo hai jo tu chahta hai, pr hota wo haijo me chahta hon, tu wo kar jo main chahta hon, per wo hoga jo tu chahta hai.